Nazar shayari: read best Hindi Shayri on Beautiful Eyes for your love/wife.Amazing shayri on Nazar in Hindi and English.Best shayri on ankhen.अगर आप हिन्दी में आँखों के उपर शायरी ढोंड रहें हैं तो आप बिल्कुल सही जगह पर हैं. Awesome Ankhen Hindi Shayri.Best shayri on Nazar.Nashili Nazar shayri.


Nazar shayri Hindi


yon bekhudi se kaam liya hai kabhi-kabhi,
Daman kisi ka thaam liya hai kabhi-kabhi
Ab tak nazar mein hain teri palke jhuki-jhuki
Yon bhi tera slaam liya hai kabhi-kabhi!!


यूं बेखुदी से काम लिया है कभी-कभी,
दामन किसी का थाम लिया है कभी कभी
अब तक नज़र में हैं तेरी पलके झुकी -झुकी
यों भी तेरा सलाम लिया है कभी-कभी !


ankhon shayari,नज़र shayari
Nazar shayari

Best image on nazar shayri/ankhon par shayri,whatsapp status nazar shayri


Nazar se Nazar ko slaam aa rahe hain,
Phir unkee traf se pyam aa rahe hain!


नज़र से नज़र को सलाम आ रहे हैं ,
फिर उनकी तरफ से पयाम आ रहे हैं !!


Masti bhari nazar ka nsha hai muje abhi,
Ye jaam door rakh doo pilonga phir kabhi!


मस्ती भरी नज़र का नशा है मुझे अभी ,
ये जाम दूर रख दो पीलोंगा फिर कभी !


Adaa se dekh lo jata rahe gila dil ka,
Bas ek nigah pe tehhra hai faisla dil ka!!


अदा से देख लो जाता रहे गीला दिल का ,
बस एक निगाह पे ठहरा है फैसला दिल का 


Nazren milake aap jhukaya na kijiye,
Dil par hmare zulm ye dhaya na kijiye!
khud ki hi lag na jaye khen aapko nazar,
Aina-Ainne ko dikhaya na kijiye!!


नज़रें मिलाके आप झुकाया ना कीजिये ,
दिल पर हमारे ज़ुल्म ये ढाया ना कीजिये!
खुद की ही लग ना जाए कही आप आप को नज़र,
आईना -आईने को दिखाया ना कीजिये!!


Nazar paimana


Nazar paimane ghta zulf hai chehra mahtaab
iss se behtar khan duniya main nazara hoga


नज़र पैमाने घटा जुल्फ है चेहरा महताब
इस से बेहतर कहां दुनिया मैं नज़ारा होगा


Nazar main kaisa manzar rakh diya hai
dehkti aag par ghar rakh diya hai


नज़र मैं कैसा मंज़र रख दिया है
दहकती आग पर घर रख दिया है


main khayalon khawab ki mehfilen
Na bqadre shoq sja saka
Teri ek nazar ke sath hi
Mere sab irade bdal gae


मैं ख़यालों खवाब की महफ़िलें
न ब्क़्द्रे शोक़ सजा सका
तेरी एक नज़र के साथ ही
मेरे सब इरादे बदल गए


ये भी पढ़ें :Heart Broken Shayari In Hindi |दर्द भरी शायरी


Ye tabssum ye aariz Ye roshan jabeen ,
ye ada ye Nigahen ye Zulfen hansi ,
Aine ki nazar lag naa jaye kahin ,
Janeja apna sadqa utara karo |


ये तबस्सुम ये आरिज ये रोशन जबीं ,
ये अदा ये निगाहें ये ज़ुल्फें हंसीं ,
आईने की नज़र लग ना जाए कहीं ,
जनेजा अपना सदका उतारा करो


nazar shayari
Nazar shayari

Mehfil mein baar-baar kisi par nazar gai,
Hamne bchai lakh lekin udhar gai|


महफिल में बार -बार किसी पर नज़र गई ,
हमने बचाई लाख लेकिन उधर गई |


best nazar shayari
best nazar shayari

Unki Nigah mein koi to jadu zarur tha ,
Jis par padi ,Usike Jigar tak utar gai |


उनकी निगाह में कोई तो जादू ज़रूर था ,
जिस पर पड़ी उसीके जीगर तक उतर गई |


shayari on nazar
shayari on nazar

Us Bewfa ki aakh se ansu chalk pade ,
Hasrat bhari nigah bada kaam kar gai |


उस बेवफा की आँख से आँसू छलक पड़े ,
हसरत भरी निगाह बड़ा काम कर गई |


nazar shayari
nazar shayari

Meri Nazar se na ho door ek pal ke liye,
Tera wajood hai lazim meri ghazal ke liye|


मेरी नज़र से न हो दूर एक पल के लिए ,
तेरा वजूद है लाज़िम मेरी ग़ज़ल के लिए |


Khan se dhond ke laon charag se wo badan,
Taras gai hain nigahen kanwal-kanwal ke liye|


कहाँ से ढोंड के लाओं चराग से वो बदन,
तरस गई हैं निगाहें कंवल-कंवल के लिए |


Ye kaisa tajurba hua hai mujhko aaj ki raat,
Bchake dhadkne rakhli hain maine kal ke liye|


ये कैसा तजुरबा हुआ है मुझको आज की रात ,
बचाके धड़कने रख ली हैं मैंने कल के लिए |


shyari on nazar
shyari on nazar

Mujhe tum nazar se gira to rahe ho,
Mujhe tum kabhi bhi buhlana sakoge |


मूझे तुम नज़र से गिरा तो रहे हो ,
मिझे तुम कभी भी भुलाना सकोगे


 


Mein Nazar se pee rha hon ,
Ye smaa bdal naa jaaye ,
Naa jhukao tum nigahen,
Kaheen raat dhal naa jaye |


में नज़र से पी रहा हों ,
ये समा बदल ना जाए ,
ना झुकाओ तुम निगाहें ,
कहीं रात ढल ना जाए |


Meri zindagi ke malik mere dil pe hath rakhna,
Tere aane ki khushi mein mera dum nikal naa jaye |


मेरी ज़िंदगी के मालिक मेरे दिल पे हाथ रखना ,
तेरे आने की ख़ुशी मेरा दम निकल ना जाए |


shayari on nazar
shayari on nazar

Nazar se Nazar ab milai gai hai ,
Mein peeta nahi tha pilai gai hai |


नज़र से नज़र अब मिलाई गई है,
में पीता नहीं था पिलाई गई है |


Pine ki aarzu hai naa pilane ki arzu hai ,
Tumse faqat nigah milane ki aarzu hai |


पीने की आरज़ू है ना पिलाने की आरज़ू है ,
तुमसे फ़क़त निगाह मिलने की आरज़ू है |


Wo nazaruthi to maikhane bane ,
Mera dil toota to paimane bane ,
Muddaton se Aarzu thi hosh ki ,
Hosh aaya to deewane bane |


वो नज़र उठी तो मैखाने बने ,
मेरा दिल टूटा तो पैमाने बने ,
मुद्दतों से आरज़ू थी होश की ,
होश आया तो दीवाने बने |


best nazar shayari
best nazar shayari

jaane lage to chodne unko Nazar gai ,
Lauti Nazar to Dil pe qayamat guzar gai |


जाने लगे तो छोड़ने उनको नज़र गई ,
लौटी नज़र तो दिल पे क़यामत गुज़र गई |


Wo kaun hai jo tere maikade se bach nikla ,
Teri Nazar ka to aalam shikaar hai saqi |


वो कौन है जो तेरे मैकदे से बच निकला ,
तेरी नज़र का तो आलम शिकार है साक़ी |


Hasrat bhari Nazar se wo dekhta hai mujhko ,
Kuch bolta nahi hai bas sochta hai mujhko |


हसरत भरी नज़र से वो देखता है मुझको ,
कुछ बोलता नहीं है बस सोचता है मुझको |


Nazar mujhse milati ho ,
To tum sharma si jati ,
Isiko pyar kehten hain, |
Isiko pyar kehten hain|


नज़र मुझसे मिलती हो ,
तो तुम शर्मा सी जाती हो ,
इसिको प्यार कहतें हैं ,
इसीको प्यार कहतें हैं |


Zuban khamosh hai lekin,
Nigahen baat karti hain,
Addayen lakh bhi roko ,
Addayen baat karti hain ,
Nazar nichi kiye daton mein,
Tum ungli dbati ho,
Isiko pyar kehten hain |


जुबां खामोश है लेकिन ,
निगाहें बात करती हैं ,
अदाएं लाख भी रुको ,
अदाएं बात करती हैं ,
नज़र नीची किए दातों में ,
तुम उंगली दबाती हो ,
इसीको प्यार कहतें हैं |


Miley kisi se nazar to samjho ghazal hoi ,
Rehena apni khabar to samjho ghazal hoi |


मिले किसी से नज़र तो संहजों ग़ज़ल होई ,
रहेना अपनी ख़बर तो समझो ग़ज़ल होई |


Milake Nazron ko walehana hya se phir ,
Jhuka le koi Nazar to samjho ghazal hoi |


मिलाके नज़रों को वालेहाना हया से फिर ,
झुका ले कोई नज़र तो समझो ग़ज़ल होई |


Jhuki-Jhuki si Nazar beqrar hai ke nahi ,
Dbaa -Dbaa sa sahi dil mein pyar hai ke nahi |


झुकी -झुकी सी नज़र बेक़रार है के नहीं ,
दबा -दबा सा सही दिल में प्यार है के नहीं |


Rahon pe Nazar rakhna ,
Hoton pe dua rakhna ,
Aa jaye koi shayad ,
Darwaza khula rakhna


राहों पे नज़र रखना ,
होठों पे दुआ रखना ,
आ जाए कोई शायद ,
दरवाज़ा खुला रखना |


Jis Nazar se wo dekhte the kabhi ,
Wo Nazar ab Nazar nahi aati |


जिस नज़र से वो देखते थे कभी ,
वो नज़र अब नज़र नहीं आती |


Ye kin Nazron se tune aaj deka ,
Ke tera dekhna dekhaa naa jaye |


ये किन नज़रों से तूने आज देखा ,
के तेरा देखना देखा ना जाए |


Log Nazron ko bhi Padh lete hain ,
Apni Ankhon ko Jhukae rakhna |


लोग नज़रों को भी पढ़ लेते हैं ,
अपनी आँखों को झोकाए रखना |


Nazar-Nazar se milakar shraab pite hain ,
Hum unko paas bithakar shraab pite hain |


नज़र-नज़र से मिलाकर शराब पीते हैं ,
हम उनको पास बैठाकर शराब पीते हैं |



 


 


 


 


 


 


 


 


 


The post Best Nazar Shayri/नज़र शायरी appeared first on Lovepoetry.